"wo"

kya tha usme jo mujhe mehka jaata,

kya tha usme ,hasti wo khus main ho jata,

kya tha usme, roti wo aansuon ke sagar me main doob jata.,

kya tha usme jo mere dilon dimag par chayi,

kya tha usme jo zindgi me zindgi  bankar aayi

kya tha usme jo kabhi na bhujne wali pyaas ko le aayi

kya tha usme jo har taswir me wo hi bolti nazar aayi,


main hua tha pagal, ya mohbaat ka tha ye jaadu,

ye kasi thi deewangi, kyun hua tha main bekabu,

ab jab laga hosh main hun.dundh bhi kam ho aaiyi

par ab bhi mazboor hun, ZINDGI ko uski jaroot hai nazar ayai


USI KI ZAROORAT HAI NAZAR AAYI.

Comments

Popular posts from this blog

संविधान की उद्देशिका का अर्थ -संवैधानिक मूल्य Preamble of Indian constitution -meaning and explanation

Assessments in Mathematics and School based assessments,Learning outcome in primary grades as per NCERT

Maths activities for 3rd class ( संख्या ज्ञान) Number system