Bharat ki jai jaikar

YUg yug se hintutava sudha ki ,baras rahi mangalmaya dhar ,
BHARAT ki ho jai jaikar, BHARAT ki ho jai jaikar,





BHARAT ki ho jai jaikar, BHARAT ki ho jai jaikar,
BHARAT ne hi saare jag ko gyan aur vigyan diya,
Anupam snah bhari drashti se jan jan ka upkar kiya,
Janni ki pawan puja ka sukhmaya rup hua sakar.


BHARAT ki ho jai jaikar, BHARAT ki ho jai jaikar,

BHARAT apne bhavaya rup ko dhartri par fhir praktaya ,
Nasht kare sare doshoin ko samarsata nit sarsaaye,
Punya dhara kea mar putra hum, pahichanne apni shakti apar.

BHARAT ki ho jai jaikar, BHARAT ki ho jai jaikar,
BHARAT  bhakti hardaya main bharkar anthak tap din raat Karen,shakhan rupi nitya sadhna sundar sugatith rup varen,
Nirbhaya hokar bade nirentar dredhta se jivan vrat dhar.


BHARAT ki ho jai jaikar, BHARAT ki ho jai jaikar,




Comments

Popular posts from this blog

Assessments in Mathematics and School based assessments,Learning outcome in primary grades as per NCERT

Maths activities for 3rd class ( संख्या ज्ञान) Number system

संविधान की उद्देशिका का अर्थ -संवैधानिक मूल्य Preamble of Indian constitution -meaning and explanation